___________________________________
Mas'ala (35): Mahar Ki Ek Tihayi Ke Badle Ek Talaq Di Aur Dusri Tihayi Ke Badle Dusre Aur Tisri Ke Badle Tisri To Sirf Pahli Talaq Ke Ewaj Ek Tihayi Saqit Ho Jayegi Aur Do Tihayi Shauhar Par Wajib Hain. (عالمگیری)
Mas'ala (36): Aurat Ko Char Talaqen Di Hajar Rupya Ke Ewaj Usne Qubool Kar Liya To Hajar Ke Badle Me Tin Hi Waqia Hongi Aur Agar Hajar Ke Badle Me Tin Qubool Ki To Koi Na Hogi.
Aur Agar Aurat Ne Shauhar Se Kaha Hajar Ke Badle Me Char Talaq Deneko Aur Shauhar Ne Tin
Talaq Di To Ye Tin Talaq Hajar Ke Badle Me Ho Gayi Aur Ek Di To Ek Hajar Ki Tihayi Ke Badle Me. (فتح)
📕 Bahare Shariat, Jild-08
___________________________________
🖌Post Credit - Shakir Ali Barelwi Razvi wa Ahliya Mohtarma
📌 Click Here For Other Parts-
https://GausulWara.blogspot.com/p/khula-ka-bayaan.html

Post a Comment