___________________________________
Mas'ala (10):. Khula Kisi Miqar Moayyan Pe Hua Aur Aurat Madkhoola Hai Aur Mahar Pe Aurat Ne Qabja Kar Liya Hai To Jo Thahra Hai Utna De Uske Alawa Shauhar Kuch Nhi Le Sakta Aur Mahar Aurat Ko Nhi Mila Hai To Ab Aurat Mahar Ka Mutalba Nahi Kar Sakti Aur Jo Thahra Hai Shauhar Ko De.
Aur Agar Gair Madkhoola Hai Aur Poora Mahar Le Chuki Hai To Shauhar Nisf Mahar Ke Dawa Nahi Kar Sakta Aur Mahar Aurat Ko Nhi Mila Hai To Aurat Nisf Mahar Ke Shauhar Par Dawa Nahi Kar Sakti Aur Dono Surton Me Jo Thahra Hai Dena Hoga Aur Agar Mahar Pe Khula Hua Aur Mahar Le Chuki Hai To Mahar Wapas Kare Aur Agar Mahar Nhi Liya Hai To Shauhar Se Mahar Saqit Ho Gya Aur Aurat Se Kuch Nhi Le Sakta
Aur Agar Maslan Mahar Ke Daswen Hissa Par Khula Hua Aur Mahar Maslan Hajar Rupya Ka Hai Aur Aurat Madkhoola Hai Aur Kul Mahar Le Chuki Hai To Shauhar Usse 100 Rupya Le Lega Aur Mahar Bilkul Nahi Liya Hai To Shohar Se Kul Mahar Saqit Ho Gya Aur Agar Aurat Gair Madkhoola Hai Aur Mahar Le Chuki Hai To Shauhar Usse Pachas Rupya Le Sakta Aur Aurat Ko Kuch Mahar
Nhi Mil Hai To Kul Saqit Ho Gya.
๐ Bahare Shariat, Jild-08
___________________________________
๐Post Credit - Shakir Ali Barelwi Razvi wa Ahliya Mohtarma
๐ Click Here For Other Parts-
https://GausulWara.blogspot.com/p/khula-ka-bayaan.html

Post a Comment